Dushman na kare dost ne woh kaam kiya hai
LATA MANGESHKAR
|
-
Currently 5.00/5
- 1
- 2
- 3
- 4
- 5
Rating: 5.0 out of 1 vote
Comments (0)
|
You need to have the
Flash Player installed and
a browser with JavaScript support.
Description
Song: Dushman na kare Movie: Aakhir Kyon? Music: Rajesh Roshan Lyrics: Indivar Music on: Venus
Lata: Dushman na kare dost ne woh kaam kiya hai Dushman na kare dost ne woh kaam kiya hai Umar bhar ka gam humen inaam diya hai Dushman na kare dost ne woh kaam kiya hai Umar bhar ka gam humen inaam diya hai
Toofan mein humko chhod ke sahil pe aa gaye Chorus: Aa aa aa... Lata: Toofan mein humko chhod ke sahil pe aa gaye, sahil pe aa gaye Na-khuda ka, na-khuda ka humne jinhen naam diya hai Umar bhar ka gam humen inaam diya hai Dushman na kare, o....
Pehle to hosh cheen liye julmon sitam se Chorus: Aa aa aa... Lata: Pehle to hosh cheen liye julmon sitam se, julmon sitam se Deewangi ka, deewangi ka phir humen ilzaam diya hai Umar bhar ka gam humen inaam diya hai Dushman na kare, o....
Amit: O ho ho ho... Chorus: Aa aa aa.. Amit: Apne hi girate hain nasheman pe bijliyan Chorus: Aa aa aa.. Amit: Apne hi girate hain nasheman pe bijliyan, nasheman pe bijliyan Gairon ne aake, gairon ne aake phir bhi use thaam liya hai Lata: Umar bhar ka gam humen inaam diya hai Amit: Dushman na kare, o....
Lata: Bankar rakeeb baithe hain woh jo habeeb they Chorus: Aa aa aa.. Lata: Bankar rakeeb baithe hain woh jo habeeb they, woh jo habeeb they Yaaron ne khoob, yaaron ne khoob farz ko anzaam diya hai Umar bhar ka gam humen inaam diya hai Amit: Dushman na kare dost ne woh kaam kiya hai Lata: Umar bhar ka gam humen inaam diya hai
|
Tags
|
Sign in or sign up to post comments.