Har Dil Jo Pyar Karega - SANGAM
MUKESH, LATA MANGESHKAR, AND MAHENDRA KAPOOR
|
-
Currently 0.00/5
- 1
- 2
- 3
- 4
- 5
Rating: 0.0 out of 0 votes
Comments (0)
|
You need to have the
Flash Player installed and
a browser with JavaScript support.
Description
Hindi Song Title: Har Dil Jo Pyar Karega Hindi Movie/Album Name: SANGAM Singer(s): MUKESH, LATA MANGESHKAR, AND MAHENDRA KAPOOR
Hindi Lyrics:
Har dil jo pyaar karega, voh gaana gaayega - 2 Deewana sekdon mein pehchaana jaayega - 2 Deewana Aap hamaare dil ko churaakar aankh churaaye jaate hain Yeh ek tarfa rasm-e-vafa hum phir bhi nibhaaye jaate hain Chaahat ka dastoor hai lekin aap ko hi maaloom nahin, o Jis mehfil mein shamma ho parwaana jaayega Deewana sekdon mein pehchaana jaayega Deewana
Har dil jo pyaar karega, voh gaana gaayega Deewana sekdon mein pehchaana jaayega Deewana Bhooli bisri yaadein mein hanste gaate bachpan ki Raat beraat chali aati hai neend churaane nainan ki Ab keh doongi karte karte kitne saawan beet gaye, ho Jaane kab in aankhon ka sharmaana jaayega Deewana sekdon mein pehchaana jaayega Deewana
Har dil jo pyaar karega, voh gaana gaayega Deewana sekdon mein pehchaana jaayega Deewana Apni apni sabne keh li, lekin hum chupchaap rahe Dard paraaya jisko pyaara, voh kya apni baat kahe Khaamoshi ka yeh afsaana reh jaayega baad mere, o Apna ke har kisi ko begaana jaayega Deewana sekdon mein pehchaana jaayega
Har dil jo pyaar karega, voh gaana gaayega Deewana sekdon mein pehchaana jaayega
Deewana
Deewana
|
Tags
|
Sign in or sign up to post comments.